Posts

Showing posts from June, 2018

Jamana sirf udaan dekhta hai

kyo khababo ki dagar me baithkar, aasman dekhta hai !! Apane kadam ko badha , Jamana sirf udaan dekhta hai. mili hai pratibha to uska didar kar, apne aage ke path ko taiyar kar !! kyoki jamana tujhme ensan dekhta hai. yhi wo sansar  jo humara gungan krta tha, yhi wo sansar jo humari sham dekhta hai !! mukaam usi ko milti hai, jiske dil me toofan hota hai !! apane kadamo ko badha jamana sirf udaan dekhta hai.                                      Katib-Mukesh Samta