Posts

Showing posts from May, 2018

Khud ka Malik Ban

                                                                          || Khud ka Malik Ban || Zuba ko alfaz Nai,   Hath ko Kaam Nai  || Chintan ke dariya  me dub kar aaya hu,   Mere Mann ko Teri awaz  ki Jarurat Nai.  || Jo Maine khoya hai wo mera Kabhi tha hi Nai,       Jo Mai pauga wo tera Kabhi hoga Nai  ||   Apne Mann aur sapno ka sansar Jo banauga,   Apne Mann ki aahat se kahani Jo likhuga,   Wo chamakdar dhatu to hoga Lekin Tumhare jaisa aadhatu Nai.  || Utha bansuri Aasman tale, cheduga tan   Per gungunauga Nai,   Andhere kamre me leta hu per souga Nai,  || To fir chal utha bansuri ban fakir duniya ka perwah Nai,   Khud ka Malik ban, kyun ki sansar me tera name Nai.|| || Katib--Mukesh Samta ||

Sabse aage , Sabse alag

Sabse aage , Sabse alag Safalta tujhe milegi jaroor Eswar ki hogi rajamandi, aur naseeb ko bhi hogi kabul Sabse aage , sabse alag safalta tujhe milegi jaroor Samne hai sari duniya magar safalta bhut hai dur, per ess duniya ki gujarish hai tumhe sang chalna hai jaroor, Hone de aasafal mujhe,karne de thori manmani, Lahro se ladna hai to, swayn per Viswash rkhni hogi jarror, Ab dagmga rha hai mera vishwash aur safalta bhut hai dur. Sabse aage , Sabse alag Safalta tujhe milegi jaroor Bachapan me suna tha maine kai mshahur kahani, jo rkha hai sahas whi jeeta hai gurror, phool khusbu de kr ho jata hai choor choor, per whi khusbu ho jata hai mashahur jaise safalta ki chahat aur vishwash se bharpur. Sabse aage , Sabse alag Safalta tujhe milegi jaroor Jaise Barish ki aash me aasman dekh rha hai kisan, Kheto ke halat dekhkar fasal se haal puch rha hai kisan! Ho jayegi barish to khush go jayega kishan. Sabse aage , Sabse alag Safalta