Posts

Showing posts from November, 2018

MAA

|| Maa || Maa tumhe sari khushi mile es jag se, Yhi Duaa hai  Dil se. Tumne apna neend uda kar, mujhe chain se sulaya, Mera sapna sarkar ho , Yhi Tumne sapna sajaya, Mera ye sapna hai tumhari jagti aankho ka, Maa tumko Kabhi Dukh Na mile es jag se, Yhi Duaa hai Dil se. Maa Maine tumko dekha hai ,apni har khawaish ko dabate huye, Apni Dukh ko chupakr Maine dekha hai tumhe muskurate huye, Meri tamana Yhi hai ki tumhe Etna pyar du Mai, Teri sari gamo ko dur bhaga du mai. Mamta ka phool humesha barse tere aanchal se, Yhi Duaa hai Dil se Katib-Mukesh Samta

Dil Ki Aavaj

                    ||||||Reshmi bal, swatantra vichar, Nashili Aankhen yhi hai parichay tumhara|||||||                                                       Ek ajab si aakarshan hai,Tumhari in nashili aankho me! Na chahte huye bhi hume usme dub jana hi to hai!! Pasand karna, na pasand karna, mnana, naraj hona hissa hai prem ka! bas tumhe samjhana hi to hai !! Karvaten leta rha sari rat ,so na paya mai. Jra sar per hath rkhkar shla deti, Mujhe to teri aagosh me sona hi to hai!! khwabon ki es dagar me ,thora vicharn kar lete hum! Simat kar teri baho me khona hi to hai! lga leti gale mujhe , sapno ki es dagar me hume dub jana hi to hai!! Etna akela kr diya ki, khud se nafrat si hone lagi hai!! ek kadam mujhe, ek kadam tujhe lena hi to hai! Ek ajab si aakarshan hai,Tumhari in nashili aankho me! Na chahte huye bhi mujhe usme dub jana hi to hai!!                                                                                     Katib-Mukesh