Sabse aage , Sabse alag

Sabse aage , Sabse alag
Safalta tujhe milegi jaroor
Eswar ki hogi rajamandi,
aur naseeb ko bhi hogi kabul

Sabse aage , sabse alag
safalta tujhe milegi jaroor

Samne hai sari duniya magar safalta bhut hai dur,
per ess duniya ki gujarish hai tumhe sang chalna hai jaroor,
Hone de aasafal mujhe,karne de thori manmani,
Lahro se ladna hai to, swayn per Viswash rkhni hogi jarror,
Ab dagmga rha hai mera vishwash aur safalta bhut hai dur.

Sabse aage , Sabse alag
Safalta tujhe milegi jaroor

Bachapan me suna tha maine kai mshahur kahani,
jo rkha hai sahas whi jeeta hai gurror,
phool khusbu de kr ho jata hai choor choor,
per whi khusbu ho jata hai mashahur
jaise safalta ki chahat aur vishwash se bharpur.

Sabse aage , Sabse alag
Safalta tujhe milegi jaroor

Jaise Barish ki aash me aasman dekh rha hai kisan,
Kheto ke halat dekhkar fasal se haal puch rha hai kisan!
Ho jayegi barish to khush go jayega kishan.

Sabse aage , Sabse alag
Safalta tujhe milegi jaroor
Eswar ki hogi  rajamandi,
aur naseeb ko bhi hogi kabul

                                                      ->>>MUKESH SAMTA

Comments

Popular posts from this blog

Samay ke sath haar jata hu

Yadee mitro ka Sahara na hota,

Dil Ki Aavaj